Heart Touching….! ๐
Kabhi pehli baar school jaane mein darr lagta tha, ☺Aaj har rasta khud hi chunte hai..!!๐
Kabhi mummy-papa ki har baat sacchi lagti thi, ๐Aaj unhi se jhooth bolte hai..!!๐ข
Kabhi chhoti si chot kitna rulati thi, ๐ขAaj dil toot jata hai phir bi sambhal jaate hai..!!☺
Pehle dost bas saath khelne tak yaad rehte the, ๐ฌAaj kuch dost jaan se zyada pyare lagte hai..!!๐ช๐
Ek din tension ka meaning maa se puchna padta tha, Or aaj tension soulmate lagta hai..!!๐
Ek din tha jab pal mein ladna, pal mein manana to roz ka kam tha,๐
Aaj ek baar jo juda hue toh rishte tak kho jate hai..!!๐
Sachi, zindagi ne bahut kuch sikha diya..!! Na jaane rabb ne humko itna jaldi bada kyun bana Diya…..! ๐๐๐๐๐ญ
Is post ko ek bar share ๐ jarur kare or apne friends ko bhi invite ๐ซ kare post par thanks :)

Comments
Post a Comment